Monday 22 September 2014

Thursday 24 July 2014

lyrics naat yaseen mubashir

yaseen o mubashir kabhi taha likhon,                          

zinda jab tak ruhon naat shahe wala likhon
zinda jab tak ruhon naat shahe wala likhon
zinda jab tak ruhon naat shahe wala likhon

wasf e ayna ha khud ayna ger
wasf e ayna ha khud ayna ger
hamd likhni ho to ahmad ka sarapa likhoon
hamd likhni ho to ahmad ka sarapa likhoon

un k der say mujha mil jaya ghulami ke sanad
un k der say mujha mil jaya ghulami ke sanad

meray maubood koi lafaz ma aisa likhoon
meray maubood koi lafaz ma aisa likhoon

kaubna qosain nay hud khainch rukhi ha warna
kaubna qosain nay hud khainch rukhi ha warna

ziker maraaj ka chirh jaya to kya kya likhon
ziker maraaj ka chirh jaya to kya kya likhon


lyrics

Baghe alam ma ya rub yeh kon aa gya,

Baghe alam ma ya rub yeh kon aa gya,
Kis ki amud ka dunya ma dunka buja
Kis ki amud ka dunya ma dunka buja
Ho gya kon andharay ma jalwa numa
Ho gya kon andharay ma jalwa numa

Her taraf sa jo yeh aa ruhi ha sada
Mustafa mujtaba marhaba marhaba
Ya habibay khuda marhaba marhaba
Ya habibay khuda marhaba marhaba


Gulshan e dehr ma aya pyray nabi
 Gulshan e dehr ma aya pyray nabi
Phaily charoon taraf ik ujab roshni
Phaily charoon taraf ik ujab roshni
Khil gy b nawaoon k dil ke kali
Khil gy b nawaoon k dil ke kali
yeh naseem sehr subhay num bol uthy


Mustafa mujtaba marhaba marhaba
Ya habibay khuda marhaba marhaba
Ya habibay khuda marhaba marhaba

Her taraf amad amad ke dhomain muchi
Her taraf amad amad ke dhomain muchi
Bulbulain kush nawa nughmay ganay lageen
Bulbulain kush nawa nughmay ganay lageen
Talian uth k tazeem ko jhuk gyeen
Talian uth k tazeem ko jhuk gyeen
Khil k kulian chumun ma sub he Bol uthee
Khil k kulian chumun ma sub he Bol uthee

Mustafa mujtaba marhaba marhaba
Ya habibay khuda marhaba marhaba
Ya habibay khuda marhaba marhaba
Mustafa mujtaba marhaba a marhaba 



Aye Kay Teray Wujood Per Khaliq-e-Do Jahan Ko Naaz.........

Aye Kay Tera Sar-e-Niaz, Hadd-e-Kamal-e-Bandagi
Aye Kay Tera Sar-e-Niaz, Hadd-e-Kamal-e-Bandagi
Aye Kay Tera Muqam-e-Ishq, Qurb-e-Tamaam-e-Ain-e-Zaat 
Aye Kay Tera Muqam-e-Ishq, Qurb-e-Tamaam-e-Ain-e-Zaat 

Aye Kay Tera Wujood per

Teray Byan Say Khul Gayeen, Teray Amal Say Hul Hoween...
Teray Byan Say Khul Gayeen, Teray Amal Say Hul Hoween...

Mantaqiyon Ki Uljhanei, Falsafiyoun Ki Mushkilaat................
Mantaqiyon Ki Uljhanei, Falsafiyoun Ki Mushkilaat................

Aye Kay Teray Wujood Per Khaliq-e-Do Jahan Ko Naaz.........
Aye Kay Tera Wujood Hay, Waj-he-Wujood-e-Kainaat.........
Aye Kay Tera Wujood Hay, Waj-he-Wujood-e-Kainaat.........


Jab zaba per Mohammed ka naam agya x2



Jab zaba per Mohammed ka naam agya x2
 Asma se durudo salam agaya x2

Soze furkat se dil jab paresha hua x2
lab pe latak na tu ka payaam agaya x2

Jab zaba per Mohammed ka naam agya
Asma se durudo salam agaya

jab badhi hadh se didar ke tashnagi x2
robaro mere mahe tamaam agaya x2


Jab zaba per MOhammed ka naam agya x2
Asma se durudo Salam agaya x2

unki mehfil ka jab bhi taswoor kiya x2
hathe me sirray wahdat ka jam agaya x2

Jab zaba per Mohammed ka naam agya
Asma se durudo Salam agaya

Faslay khab hi khab mein tay huex2
Ankh kholi to babussalam agaya x2

Jab zaba pe MOhammed ka naam agya
Asma se durudo salam agaya

kash phir hazri ki ijazat mile x2
phir karu arz aqa ghulam agaya x2

Jab zaba per MOhammed ka naam agya
Asma se durudo salam agaya

jab madina mai pahhuchu faza gunj udhe
lo wo shadaye kharul anaam agaya

Jab zaba per MOhammed ka naam agya x2
Asma se durudo Salam agaya x2




Kahan Aey Shafi e Do Alam milo gayKahan Aey Shafi e Do Alam milo gay 

 

Kahan muj KO baksheesh ka payghaam do gay
Kahan muj KO baksheesh ka payghaam do gay

Zaban bund ho nay say pahlay he aana
Zaban bund ho nay say pahlay he aana

Mera dum nikalunay say pahlay he aana
Phir Na ma kah sukoo Ge
Phir Na ma kah sukoo Ge
Na tum sunn sukoo gay
Na ma kah sukoo Ge
Na tum sunn sukoo gay

Qyamaat ma tum khud he masroof hon gay
Qyamaat ma tum khud he masroof hon gay
Na ma kah sukoo Ge
Na tum sunn sukoo gay

Mera kafan honay say pahlay he aana
Azeezoon k ronay say pahlay he aana
Lehad ma pohunchanay say pahlay he aana
Phir Na ma kah sukoo Ge
Na tum sunn sukoo gay

Qyamaat ma tum khud he masroof hon gay
Na ma kah sukoo Ge
Na tum sunn sukoo gay

Kahan Aey Shafi e Do Alam milo gay
Kahan muj KO baksheesh ka payghaam do gay


Ma koyal mera bagh madina

Ma koyal mera bagh madina
Ma koyal mera bagh madina

Sallay aala meri kuu salle aala meri kuuu
Ma koyal mera bagh madina
Sallay aala meri kuu

Kaisay koe ab man KO bhaway
Kaisay koe ab man KO bhaway
Sam nay ho jab tuu Sam nay ho jab tuu
Sallay aala meri kuuuuu

Meray bagh ma hoor o malayk sub shaam suwaray aatay hain
Meray bagh ma hoor o malayk sub shaam suwaray aatay hain
Ankh pa mal ker khak yahan ke log wali bun jatay hain
Dar pa jahan Jib reel kharay hain bun k khadim

Ma koyal mera bagh madina
Ma koyal mera bagh madina
Sallay aala meri kuu sallay aala meri kuuu
Kaisay koe ab man KO bhaway
Kaisay koe ab man KO bhaway
Sam nay ho jab tuu Sam nay ho jab tuu
Sallay aala meri kuuuuu
Sallay aala meri kuuuuu

Monday 21 July 2014

ahmed ali berqi words on sweet voice

Ummeh HabibaUmme Habiba is the Pakistan's first female Naat Khwan. She has been acknowledged throughout the Islamic world for her melodic and spell-binding recitations that poetically praise Allah and his beloved Prophet Muhammad (PBUH).

Her dedication towards Islam and thrilling voice have engaged and inspired audiences all over the world. While she lives in Chicago, Illinois, Umme Habiba take a trips throughout the United States and around the world to recite hamd and naat to affectionate fans. She also comes Pakistan every year to pay honor to her faith and visit her mother country.